About Us

About H.S.B. Medical Institute Of Education


Sr. No.: 206
Registration No.: MBD-23664
Date: 19-04-2011
Name of Society : Institute of Education Social Welfare Society, Chakkar ki Milak, Near Sahni Tailor, Moradabad, Uttar Pradesh

(i) Kla, sahitya tatha samajik kalyan ke chhetr aadi ke vishay me karyashalao ki sthapna, sanchalan va anye aavashyak kary karna.

(ii) Bina kisi bhedbhao se janjagrati, rashtriye ekta, saanskritik vikas, shiksh, evam sarvangeed vikas hetu sadhan uplabdh karane me sahayog karna tatha vachnalay/pustkalay sthapit karna.

(iii) Paryavarad sanrakchhad, vano ka vikas, vrakchhropad tatha sambandhit kanoono ke prachaar-prasaar hetu samast aavashyak kary karna.

(iv) Samaj ke nirdhan varg hetu sardiyon me sweater, kambal aadi garm vastron ka vitran tatha garmiyon me piyau, sharbat aadi ki nishulk vyavastha tatha swarozgaar hetu kadai, silai, bunai, katai aadi karyakramo ka sanchalan va prashikshan.

(v) Rashtriy tatha antarrashtriy disha nirdeshon ke anuroop naveentam viksit taknikon ka kla ke chhetr me prayog karna tatha lok kla evam bharteey sanskriti ka prachaar prasaar karna.

(vi) Saanskritik karyakramo ke prachaar-prasaar hetu klakaaron ko sahayog pradaan karna tatha samaj me bharteey sanskriti ko viksit karne ke uddeshye se naye klakaaron ko tayaar karna tatha unhe sahayog pradaan karna.

(vii) Bharteey sanskriti evam lok klaon ko viksit karne me sabhi ke yogdaan klakaaron ka prashikshan tatha isse sambandhit disha nirdeshon shikshan , prashikshan hetu sansthaon ka sanchalan evam sahayog karna.

(x) Gair vanijyik vah samast karye jo sanstha ke sadasyon ke hit me ho karna Ha. Shaha Bulaki Medical Institute of education sanstha ke madhyam se sansthaan ka sanchalan karna. Sanvidhaan anuchhed 30 (1) ke antargat alpsankhyak sansthan madarson aadi ki sthapna evam sanchalan madarsa Mo. Haaroon Daarool Uloom Islamia Moradabad ki sthapana evam sanchalan.

(viii) Gareeb kanyaon ke vivah aavashyak sahayog va sahayata dena. Matratva, viklang, shishu pushtahaar, grameen swasthay mishan, teekakaran aadi swasthay sambandhi sarkari yojnao me sahayog karna.

(x) Gair vanijyik vah samast karye jo sanstha ke sadasyon ke hit me ho karna Ha. Shaha Bulaki Medical Institute of education sanstha ke madhyam se sansthaan ka sanchalan karna. Sanvidhaan anuchhed 30 (1) ke antargat alpsankhyak sansthan madarson aadi ki sthapna evam sanchalan madarsa Mo. Haaroon Daarool Uloom Islamia Moradabad ki sthapana evam sanchalan.

(x) Gair vanijyik vah samast karye jo sanstha ke sadasyon ke hit me ho karna Ha. Shaha Bulaki Medical Institute of education sanstha ke madhyam se sansthaan ka sanchalan karna. Sanvidhaan anuchhed 30 (1) ke antargat alpsankhyak sansthan madarson aadi ki sthapna evam sanchalan madarsa Mo. Haaroon Daarool Uloom Islamia Moradabad ki sthapana evam sanchalan.

(ix) Rashtriy ekta evam sanskriti ke vikas hetu dhaarmik esthalon ke darshan hetu paryatan ko badava dena tatha bhramad karyakram ka aayojan karna.

(x) Gair vanijyik vah samast karye jo sanstha ke sadasyon ke hit me ho karna Ha. Shaha Bulaki Medical Institute of education sanstha ke madhyam se sansthaan ka sanchalan karna. Sanvidhaan anuchhed 30 (1) ke antargat alpsankhyak sansthan madarson aadi ki sthapna evam sanchalan madarsa Mo. Haaroon Daarool Uloom Islamia Moradabad ki sthapana evam sanchalan.

(xi) Lok swasthay chikitsa, vaikalpik chikitsa, aayush, prakritik chikitsa tatha yog vigyaan ke prachaar-prasaar hetu sansthan va vidyalayaon ki sthapana shiksha ki vyavastha tatha raktdaan shiviron ka aayojan karna tatha ukt sambandh me samaj me jagrookta ka vikas karna.

(xii) Sakchharta karyakram ke antargat logo ko sakchhar bnane ke liye prod shiksha kendron ki esthapana karna nirchharta ko door karne ke liye vibhinn karyekramo ka sanchalan, vichaar goshthi seminar shiksha kendr aadi ka aayojan karna.

(xiii) Bhookamp, bhooskhalan baad rahat, sookha, mahamaari aadi devi aapdaon me piditon ko tatkaal seva uplabdh karana tatha prashashan ka shayog karte huye samast sambhav shahayta karna.

(xiv) Desh-videsh me bhartiye sanskriti evam aayush, yog, vedant, aayurved, jadi booti, prakritik chikitsa aadi karte huye sambandhit karyarat viyaktiyon ka pradaan karna evam prachaar hetu prachaar-prasaar hetu saanskritik karyakromo ka aayojan va nirdeshan aadi karna.

(xv) Shashan, prashashan ki lok kalyaankari va chikitsa yojnoa ke prachaar-prasaar me sahayata pradaan karna.

(xvi) Yuvao ko unke swam ke vikaas ke liye samajik karyakramon se labhanvit karana jaise swarojgaar yojna, swam sahayta samooh aadi ka nishulk shikshan evam prashikshan ki vyavastha karna.

(xvii) Baal shramik, mid day meal, manavadhikaar mahilaao se sambandhit kanooni jagrookta, dalit utthaan, upbhokta sanrakshan, aids, tv, kusht aadi mahamaariyon se bachav ki shiksha aadi ke liye vishesh sahayog karna.

(xviii) Samajik vikas hetu vigyapan, film, tele film, nokkad natak aadi karyakramo ke madhyam se vyapak prachaar-prasaar me sahayog karna.

(xix) Logo me dhaarmik sahishduta, sahacharya, samanvya evam sauhard ki bhavna ke adhikadhik vikas evam anurakshan hetu vividh prakaar ki pratiyogitao sammelano, pradarshano, bramad karyakramo, shiviron, karyashalao aadi ka aayojan evam sanchalan karna.

(xx) Pracheen bhartiye chikitsa pranali evam prakritik padti ke shreshth prasangik tatvo ke anurakshan, prasaar, protsahan, rashtriy ekikaran evam bharteey rog nivaran padti ke vibhinn tatvo, aadarsho, maryadao ko desh- vedesh me jan-jan tak pahuchane evam rashtreey hetu vibhinn yojnao ka sanchalan karna tatha chikitsalayoon ki sthapna tatha uprokt me shodh karyakram va in padtiyoon ke anurakshan hetu karya karna.

(xxi) Vishv swasthay sangthan/UNICEF ki vibhinn yojnaao ki sahayata evam samanvye hetu har sambhav kary karna tatha un yojnaao ki poorti hetu vibhinn sansthaao, sarkari va gair sarkari sangathano se shayog esthapit kar daan, anudaan ki sahayata se un yojnaao ki poorti karna tatha sudoorvarti chhetr me rehne vaale grameen va shahri vyaktiyoon ke swasthya ki jagrukta hetu chikitsa shiviron, teekakaran aadi hetu karya karna.

(xxii) Society Registration Act 1860 ki dhara 20 ke antargat nirdeshit karyon ka paalan karna.

From Chairman Desk

Naturopathy is a system of healthcare that emphasizes the body's ability to heal itself through changes in diet and lifestyle with the help of vitamins, herbs and supplements. Naturopathy can bring the body back into balance naturally. Naturopaths naturally seek to optimize the health of the whole body including physical, emotional, spiritual, and environmental health in order to diagnose disease. It is based on the principles of healing. It stands not only for the remedy of disease but has benefitted for the welfare and upliftment of mankind in all dimensions to preserve psycho-physical, socio, moral and natural health.

D.N.Y.S, B.N.Y.S., P.G.N.D. certificate courses enable one to be a perfect Naturopath & Dietician to treat patient. The certificate holder can start his/her own Prakrutik Chikitsa Kendra, health care center ,yoga chikitsa kendra, panchkarma center. I welcome you to join us to make your career. We are looking forward for a positive response from you to all our programs and plans. I am sure that students can meet any demand & challenge.I wish them a great success in all their endeavors and quests for a better tomorrow, for themselves and for the mankind.

Our Mission

H.S.B. MEDICAL INSTITUTE OF EDUCATION MORADABAD (U.P.) regulates Naturopathic Doctors to ensure safe, ethical and competent naturopathic cure for the people of India.

Our Vision

Public confidence in the practice of Naturopathic Medicine through excellence in regulation.